Upcoming: Bada Mangalwar Puja 2026

Hanuman Pooja

Bade Mangalwaar ke Pavitra Avsar par Vishesh Hanuman Puja

23 June 2026 ko aakhiri Bada Mangal ke shubh avsar par, hum Shri Siddh Hanuman Mandir mein ek divya anushthan ka ayojan kar rahe hain. Is pavitra din par 100 Hanuman Chalisa paath aur sawa lakh mantra jaap ka vishesh karyakram hoga, jisme aapke naam se sankalp lekar puja sampann ki jayegi.

Ye anushthan Hanuman Ji ki kripa prapt karne, jeevan ki rukavaton ko door karne, aur shakti, suraksha aur safalta ke liye bahut hi shubh mana jata hai.

Pooja Date:

23 June 2026

Avsar: Aakhiri Bada Mangal

Anushthan: 100 Hanuman Chalisa & Sawa Lakh Mantra Jaap

Is Vishesh Puja Mein Kya Hoga

✅ Shri Siddh Hanuman Mandir mein vishesh puja-archana.
✅ 100 Hanuman Chalisa ka samuhik paath.
✅ Sawa lakh Hanuman mantra jaap.
✅ Aapke naam se vyaktigat sankalp.
✅ Hanuman Ji ko chola, prasad aur vishesh arpan.

Kisey Join Karna Chahiye

✅ Jeevan mein baar-baar rukavaton ka samna kar rahe hain.
✅ Negative energy ya nazar dosh se pareshan hain.
✅ Career/business ya dhan mein rukawat mehsoos karte hain.
✅ Shani ke prabhav se rahat chahte hain.
✅ Hanuman Ji ki kripa aur suraksha prapt karna chahte hain.

Apna Naam Sankalp Mein Judwayein

Aakhiri Bada Mangal ke is shaktishaali avsar par apne naam se sankalp karwayein aur Lord Hanuman Ji ka ashirwad prapt karein.

23 June 2026 ke is vishesh anushthan mein apni jagah abhi book karein. Limited slots available. Contact Us: 📞 +91-9311705533 | +91-9205817495 | +91 9211991144 | +91 9205761021